Monday, January 7, 2013

Bhajans













Hey Deenbandhu lyrics

Hey deenbandhu hey karuna sindhu sab pe daya karna
Hey deenbandhu hey karuna sindhu sab pe daya karna

Jalao gyan jyoti mann mein prabhu apraadh chhama karna
Jalao gyan jyoti mann me prabhu apraadh chhama karna
Hey deenbandhu hey karuna sindhu sab pe daya karna

Mai maya mein ulajh gaya tha jag ko hi sach samjha tha
Mai maya mein ulajh gaya tha jag ko hi sach samjha tha
Param satya ko bhool gaya apraadh chhama karna
Param satya ko bhool gaya apraadh chhama karna
Hey deenbandhu hey karuna sindhu sab pe daya karna

Mai balak murakh aagyani paake madhur nirmal vaani
Liya na tera naam kabhi aapraadh chhama karna
Liya na tera naam kabhi aapraadh chhama karna
Hey deenbandhu hey karuna sindhu sab pe daya karna

Dhan ne esa mann me kiya ghar bhoolgaya mann tann hai nashwar
Nahi kamaye punnya karam aapraadh chhama karna
Nahi kamaye punnya karam aapraadh chhama karna
Hey deenbandhu hey karuna sindhu sab pe daya karna

Jalao gyan jyoti mann mein prabhu apraadh chhama karna
Jalao gyan jyoti mann me prabhu apraadh chhama karna
Apraadh chhama karna apraadh chhama karna
Apraadh chhama karna apraadh chhama karna







Mujhe Apni Sharan Mein Lelo Ram lyrics

Mujhe apni sharan mein lelo ram – 6
Lochan man mein jagah na ho to
Jugal charan mein le lo ram
Mujhe apni sharan mein lelo ram

Jeevan de ke jaal bichhaya
Rach ke maya naach nachaaya
Chinta meri tabhi mitegi
Jab chintan mein le lo ram
Mujhe apni sharan mein lelo ram

Tumne kakho paapi tare
Meri baari baaji haare
Mere paas na punya ki punji
Pag pujan mein le lo ram
Mujhe apni sharan mein lelo ram

Ram he ram ram he ram
Ghar ghar atku dar dar bhataku
Kaha kaha apne sar ko patku
Is jeevan mein milo na tum to
Ram he ram
Is jeevan mein milo na tum to
Mujhe maran mein le lo ram
Mujhe apni sharan mein lelo ram


Paayo ji Mainne naam Ratana Dhana Paayo lyrics

Payo ji maine
naam ratan dhan payo - 3
Vastu amolik di mere sataguru
Kirapa kari apanayo

Payo ji maine
naam ratan dhan payo

Janam janam ki punji payi
Jag mein sabhi khovayo

Payo ji maine
naam ratan dhan payo

Kharachai na khutai chor na lute
Din din badhat savaayo

Payo ji maine
naam ratan dhan payo

Sat ki nava khevatiya sataguru
Bhavasagara tar aayo

Payo ji maine
naam ratan dhan payo

Meera ke prabhu giridhar nagar
Harakha harakha jasa gayo
payo ji maine

Payo ji maine
naam ratan dhan payo

Apradh ksham karo..
by anandmayee  maa


Daya Kar Daan Bhakti Ka lyrics



Daya kar daan bhakti ka
Hame parmatama dena
Daya karna hamari atma
Ko shudhta dena - (2)
Hamare dhyan mein aao
Praphu aankho mein bas jao (2)
Andhere dil mein aakar ke
Param jyoti jaga dena
Daya kar daan bhakti ka
Hame parmatama dena
Baha do prem ki ganga
Dilo mein prem ka sagar (2)
Hame apas mein miljul kar
Prabhu rahna sikha dena
Daya kar daan bhakti ka
Hame parmatama dena
Hamara dharma ho seva
Hamara karma ho seva (2)
Sada hi maan ho seva
Usse bhaktchar bana dena
Daya kar daan bhakti ka
Hame parmatama dena
Vachan ke vaste jeena
Vachan ke vaste marna (2)
Vachan per jaa fida karna
Prabhu hame sikha dena
Daya kar daan bhakti ka
Hame parmatama dena
Daya karna hamari atma
Ko shudhta dena
Daya kar daan bhakti ka
Hame parmatama dena




Ek Ishwar Sabka Rakhwala lyrics




Ek ishwar sabka rakhwala

Ek ishwar sabka rakhwala

Man mandir mein rahnewala

Man mandir mein rahnewala

Uske to ghar me to kami nahi nahi
Uske to ghar me to kami nahi nahi
Hame hi lene ka dang nahi hai
Hame hi lene ka dang nahi hai
Vo to hai jholiya bharne wala
Vo to hai jholiya bharne wala

Ek ishwar sabka rakhwala
Ek ishwar sabka rakhwala

Raat ke karan keemat din ki
Raat ke karan keemat din ki
Dukh ke bina nahi sukh ki ginati
Dukh ke bina nahi sukh ki ginati
Sukh dekar dukh katnewala
Sukh dekar dukh katnewala

Ek ishwar sabka rakhwala
Ek ishwar sabka rakhwala

Aash na chhodo vijay is dar se
Aash na chhodo vijay is dar se
Aash na chhodoooo
Sab kuchh milta uske ghar se
Sab kuchh milta uske ghar se
Bujhte deep jalane wala
Bujhte deep jalane wala

Ek ishwar sabka rakhwala
Ek ishwar sabka rakhwala
Man mandir me rahne wala
Mann mandir me rahne wala
Ek ishwar sabka rakhwala
Ek ishwar sabka rakhwala


bhajan in tamil....





गुरु आज्ञा में निश दिन रहिये


गुरु आज्ञा में निश दिन रहिये ।
जो गुरु चाहे सोयि सोयि करिये॥


गुरु चरनन रज मस्तक दीजे ।
निज मन बुद्धि शुद्ध कर लीजे।

आँखिन ज्ञान सुअंजन दीजे ।
परम सत्य का दरशन करिये॥

गुरु आज्ञा में निश दिन रहिये॥


गुरु अँगुरी दृढ़ता से धरिये ।
साधक नाम सुनौका चढिये।

खेवटिया गुरुदेव सरन में ।
भव सागर हँस हँस के तरिये॥

गुरु आज्ञा में निश दिन रहिये॥

गुरु की महिमा अपरम्पार ।
राम धाम में करत विहार।

ज्योति स्वरूप राम दरशन को ।
गुरु के चरन चीन्ह अनुसरिये॥

गुरु आज्ञा में निश दिन रहिये॥












भजो रे भैया राम गोविंद हरी।

भजो रे भैया राम गोविंद हरी।
राम गोविंद हरी भजो रे भैया राम गोविंद हरी॥

जप तप साधन कछु नहिं  लागत  खरचत नहिं गठरी॥
संतत संपत सुख के कारन  जासे भूल परी॥
कहत कबीर  जा मुख् राम नहीं  ता मुख धूल् भरी॥







bhajan of sant tulsi sahib



satguru mai teri patang....













No comments:

Post a Comment

Note: Only a member of this blog may post a comment.